Nidarr Lyrics Dino James Available here. Nidarr Lyrics written by Dino James and sung also Dino James.In this Song Music given by Bluish Music (Nilesh Patel). This song composer is also Dino James. Nidarr Lyrics Dino James is given in the below.
Song Credits :
- Singer is Dino James
- Music by Bluish Music (Nilesh Patel)
- Written &a Composed by Dino James
- Directed by Himanshu Tyagi
Nidarr Lyrics
Kabhi ghar se sabke darr se
Khud se ladte rehta tha jee bhar
Mere versus tha Dino James
Kaafi arse se chhupa bheetar
Jhagda kaafi toote kaanchi
Mera dushman tha woh ya teacher
Ho gaya raazi ban gaya sathi
Jabse baaghi ban gaya aur nidarr
Kabhi ghar se sabke darr se
Khud se ladte rehta tha jee bhar
Mere versus tha Dino James
Kaafi arse se chhupa bheetar
Jhagda kaafi toote kaanchi
Mera dushman tha woh ya teacher
Ho gaya raazi ban gaya sathi
Jabse baaghi ban gaya aur nidarr
Darr ke baitha hua tha main bhaiya
Bin disha ki naav mein
Aur kheenchi chali jaa rahi thi
Gehri nadi bahaav mein
Dharti nahi thi paon mein
Poori life lagi thi daanv mein
Chilla raha tha bas loud main
Khoya rehta tha crowd mein
Taane nazar aate thhe logon ke
Har sujhav mein
Mera matha tha tanav mein
Bas rehta tha dabav mein
Phir bhi lekar chalne laga
Apne saare ghaav mein
Phir ladna naturally
Aa gaya mere swabhav mein
Tha tere jaisa dost main
Haar maan leta tha soch mein
Negative tha approach mein
Par kabhi nahi tha maa
Phir leke sara bojh main
Chala main khud ke khoj mein
Phir khud ka bana coach main
Phir sann tha yeh jahaan
Rehta tha bas pain mein
Karta tha maa aur behan main
Bas karta tha complain main
Phir ek din bola bass
Angaron mein tha trade main
Chhuda ke saare chain main
Phir train se seedha plane mein
Dino ko di shikast
Jo main aaj kar raha hoon
Woh saalon pehle hi kar leta
Lakh kehte the ki bade sapno se darne ka
Thak thak shakk se main bhar ke main ghar betha
Karta kya saala Dino khud mere versus tha
Ghar se sabke darr se
Khud se ladte rehta tha jee bhar
Mere versus tha Dino James
Kaafi arse se chhupa bheetar
Jhagda kaafi toote kaanchi
Mera dushman tha woh ya teacher
Ho gaya raazi ban gaya sathi
Jabse baaghi ban gaya aur nidarr
Bas khel raha tha main blind
Phir na left dekha na right
Aankh band kar andhi gehri khaayi mein
Laga di maine dive
Abbe khola na tum darwaza
Par aaya ni reply
Aur jo frustration mein bola
Aaj woh ban gaya mera style
Phir dil ki awaaz suni
Bina koyi mic now
I’m ready for the flight
And I’m ready for the fight
Saare comment saare like
Mujhe karne lage guide
Saare aa gaye meri madad ko
Phir Shiv, Allah aur Christ
Aur phir chhoda ladna weak hoke
Badha main paagal freak hoke
Sang bhaga phir main cheeton ke
Ya haroge par jeetoge
Par ego se cheekhoge
Aankhon se paani leak hoke
Un chheethon se jab likhoge
Phir tum hi tum bas dhikhoge
Pada tha jaise piece of meat
Rota tha bas teeson din
Toofan ke tha main beechon beech
Bacha lo na be pealse oh please
Abbe utho saalon seencho beej
Takleefein dalo kheeson mein
Darr hai yeh saare sheeson ke
But unse keh ke it’s okay
Tum soch bhi nai sakte
Kitna hua hu vifal bro
Kos vi nai sakta
Main last ke vikalp ko
Seedhi chadhne laga
Dheere dheere se shikhar ko
Sab hone laga bana jaise hi nidarr to
Kabhi ghar se sabke darr se
Khud se ladte rehta tha jee bhar
Mere versus tha Dino James
Kaafi arse se chhupa bheetar
Jhagda kaafi toote kaanchi
Mera dushman tha woh ya teacher
Ho gaya raazi ban gaya sathi
Jabse baaghi ban gaya aur nidarr
Kuchh bhi ho rukne ka nahi
Ab kuchh bhi ho jhukne ka nahi
Kuchh bhi ho rukne ka nahi
Ab kuchh bhi ho jhukne ka nahi
Kuchh bhi ho rukne ka nahi
Ab kuchh bhi ho jhukne ka nahi
Kuchh bhi ho rukne ka nahi
Ab kuchh bhi ho jhukne ka nahi.
Tell me about this song (Nidarr Lyrics Dino James) in the Comment box.
Tell me about this song (Nidarr Lyrics Dino James) in the Comment box.
0 Comments
Do a comment for Dino James.